(Armaghan-e-Hijaz-05) Maazool Shahenshah (معزول شہنشاہ) (A Deposed Monarch)
( Read Explanation here - نظم کی تشریح یہاں پڑھیں)
Mazool Shahenshah
A DEPOSED MONARCH
Ho Mubarik Uss Shahenshah-e-Nikofar Jaam Ko
Jis Ki Qurbani Se Asrar-e-Mulookiyat Hain Faash
Good luck to that King, cashiered so gracefully, whose
Dismissal shows how a ruling Power behaves!
'Shah' Hai Bartanvi Mandar Mein Ek Mitti Ka But
Jis Ko Kar Sakte Hain, Jab Chahain Poojari Paash Paash
In Britain’s fane the King is only a plaster
Image its worshippers smash whenever they choose;
Hai Ye Mushk Amaiz Afyoon Hum Ghulamon Ke Liye
Sahir-e-Ungleen ! Mara Khawaja'ay Digar Taraash
Its opiate incense is for us, the slaves—
Come, English swindler, bring out our new master!
No comments:
Post a Comment