Thursday 28 September 2017

(Armaghan-e-Hijaz-28) Nikal Kar Khanqahon Se Ada Kar Rasm-e-Shabiri (نکل کر خانقاہوں سے ادا کر رسم شبیری) Come out of the monastery and play the role of Shabbir

(7)



Nikl Kar Khanqahon Se Ada Kar Rasm-E-Shabeeri
Ke Faqr-E-Khanqahi Hai Faqat Andoh-O-Dilgeeri

Come out of the monastery and play the role of Shabbir,
for monastery’s faqr is but grief and affliction.


Tere Deen-O-Adab Se Aa Rahi Hai Boo’ay Ruhbani
Ye Hai Marne Wali Ummaton Ka Alam-E-Peeri

Thy religion and literature both smell of renunciation:
symbol of old age of dying nations.


Shayateen-E-Mulookiat Ki Ankhon Mein Hai Vo Jadoo
K Khud Nakhcheer Ke Dil Mein Ho Paida Zuaq-E-Nakhcheeri

Imperialism has myriads of Satans with eyes full of magic charms 
that evoke among the prey an irresistible urge to be its victim. 


Che Be Parwa Gazashtand Az Nawa’ay Subahgah-E-Mann
Ke Burd Aan Shor-O-Masti Az Seeh Chasmaan-E-Kashmiri !

How carelessly they passed by, with no ear to my lamentations,
The Kashmiri’s black eyes, so lacking in lustre and life, who made them so dead and mute?

No comments:

Post a Comment