(Armaghan-e-Hijaz-33) Digargoon Jahan Un Ke Zor-e-Amal Se (دگرگوں جہاں ان کے زور عمل سے) The living nations of the world have won their laurels
(12)
Digargoon Jahan Un Ke Zor-E-Amal Se
Bare Maarke Zinda Qoumon Ne Mare
The living nations of the world have won their laurels,
the world transformed through the dynamism of their acts;
Munjam Ki Taqweem-E-Farda Hai Batil
Giray Aasman Se Purane Sitare
the astrologer’s calendar of the future is false,
the old stars have fallen away.
Zameer-E-Jahan Iss Qadar Atisheen Hai
Ke Darya Ki Moujon Se Tootay Sitare
The world’s heart is so fiery
that river waves shoot out stars.
Zameen Ko Faraghat Nahin Zalzalon Se
Numayan Hain Fitrat Ke Bareek Ishare
The earth is experiencing tremors after tremors,
the warnings of Nature are but too clear.
Hamala Ke Chashme Ubalte Hain Kab Tak
Khizar Sochta Hai Woolar Ke Kinare
Khidr, standing by the Wooler, is thinking:
When will the Himalayas’ springs burst forth?
No comments:
Post a Comment