Thursday, 28 September 2017

(Armaghan-e-Hijaz-34) Nishan Yehi Hai Zamane Mein Zinda Qaumon Ka (نشان یہی ہے زمانے میں زندہ قوموں کا) It is the sign of living nations

(13)


Nishan Yehi Hai Zamane Mein Zinda Qoumon Ka
Ke Subha-O-Sham Badalti Hain In Ki Taqdeerain

It is the sign of living nations 
their fate changes day and night; 

Kamal-E-Sidq-O-Marawwat Hai Zindagi In Ki
Maaf Karti Hai Fitrat Bhi In Ki Taqseerain

their life is sincerity and generosity to perfection,
Nature too forgives their follies; 

Qalanderana Ada’en, Sikandarana Jalal
Ye Ummatain Hain Jahan Mein Barhana Shamsheerain

in manners qalandar‐like, in majesty as Iskander:
these people are like naked swords.

Khudi Se Mard-E-Khud Agah Ka Jamal-O-Jalal
K Ye Kitab Hai, Baqi Tamam Tafseerain

 Beauty and majesty of a self‐conscious man flows from khudi:
it is the text, the rest are commentaries.

Shikwa-E-Eid Ka Munkir Nahin Hun Mein, Lekin
Qabool-E-Haq Hain Faqat Mard-E-Hur Ki Takbeerain

I don’t deny the splendour of the days of ‘Id,
but alas! only the takbirs of free men are acceptable to God.

Hakeem Meri Nawa’on Ka Raaz Kya Jane
Wara’ay Aqal Hain Ahl-E-Junoon Ki Tadbeerain

What can the sage know my songs’ secret?
the words of man of madness are beyond reason’s ken.

No comments:

Post a Comment